ramji chaubey
8 साल 1 महीना पहले
सेवा मे
प्रधानमंत्री सर
:
Namaste Sir
May 6 month se aap se request kar raha hu sir ki jmin jane pr mujhe railway me job diya jaye Lekin abhi tk nhi diya gua hai sir Mere sare request ko under process likh kar chhod diya ja raha tha sir
Aaj 15/07/018 ko mere case ko pending me daal diya gya hai sir
Ye sb tb se ho raha hai sir jbse maine btaya hai ki mera jmin railway ke dwara liya gya hai
Kripya mujhe btaya jaye Ki mujhe job di jayegi ya nhi
पसंद
(1)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें